Kuch bhi toh nahi Tune apne adhron se chua tha hua tha kya Kuch bhi toh nahi Hum toh yun hi ro pade then Hua tha kya kuch bhi toh nahi teri kurti ke kuch button khule the Maine kuch kaha tha kya Kuch bhi toh nahi Bistar pe garam silwaten padi thin Tu yahin thi kya Kahin bhi nahi Kuch bhi nahin Hua tha kya kuch bhi toh nahi
palle nahi padi teri yeh baat ..beabroo kar gayin yeh pantiyan ya rooh e gulzaar kar gayi yeh pantiyaan..? tu hi bata ae khuda jo tune kaabe se parda uthaya ho yun kafir mano sanam ka deedar hona ho
ha ha..darasal, hamare kehne ka matlab tha ki in panktiyon ko thori ijjat bakhsiye aur inko jama kijye kahin kisi blog pe..taaki aur logon tak bhi pahuche.
a very tender write....
ReplyDelete:)
ReplyDeleteKuch bhi toh nahi
ReplyDeleteTune apne adhron se chua tha
hua tha kya
Kuch bhi toh nahi
Hum toh yun hi ro pade then
Hua tha kya kuch bhi toh nahi
teri kurti ke kuch button khule the
Maine kuch kaha tha kya
Kuch bhi toh nahi
Bistar pe garam silwaten padi thin
Tu yahin thi kya
Kahin bhi nahi
Kuch bhi nahin
Hua tha kya kuch bhi toh nahi
Bhaot khoob ! In panktiyon ko thori aur aur ijjat mile toh inka bhi insaniyat pe bharsa bana rahega. Collection banaiye in sabka.:)
ReplyDeletepalle nahi padi teri yeh baat ..beabroo kar gayin yeh pantiyan ya rooh e gulzaar kar gayi yeh pantiyaan..?
ReplyDeletetu hi bata ae khuda jo tune kaabe se parda uthaya ho yun kafir mano sanam ka deedar hona ho
ha ha..darasal, hamare kehne ka matlab tha ki in panktiyon ko thori ijjat bakhsiye aur inko jama kijye kahin kisi blog pe..taaki aur logon tak bhi pahuche.
Delete